Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Samjhe The Ki Guzrenge Din Chain Aur Khushi Me
|
Ram Prasad | |||||
Banoo (1949) | Kamil Rashid,, Sagar Nizami | ||||||
samjhe the ki gujarenge din chain aur khushi main
ye kya khaber thi dhukh bhi samil hai zindagi main

wo yad kro bate biti hui rate
wo yad kro bate biti hui rate
khai thi kasme tumne taro ki roshni main
khai thi kasme tumne taro ki roshni main
samjhe the ki gujarenge din chain aur khushi main
ye kya khaber thi dhukh bhi samil hai zindagi main
jab chod ke jana tha muh mod ke jana tha

phir kis liye aai thi tum meri zindagi main
phir kis liye aai thi tum meri zindagi main
samjhe the ki gujarenge din chain aur khushi main
ye kya khaber thi dhukh bhi samil hai zindagi main
kitne kathin hai ye din sukh khawab ho gya hai

barbad ho gye hum is dil ki dilaagi mein