Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sambhal Ke Ye Duniya Nazar Hoshiyaro Ka
|
Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | ||||
Sitaron Se Aage (1958) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
gagri sukhi bail pyasa kale megha pani de
akal ka andha ganth ka pura phir koi aasami de
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai nagar hoshiyaro ka
idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai nagar hoshiyaro ka
idhar ankh jhapkayi or udhar mal
yaro ka sambhl ke sambhl ke
kab dekhi hai hatho ki tune safai
reh jayega raste me deta duhai
kab dekhi hai hatho ki tune safai
reh jayega raste me deta duhai
pukare lakh tu sayi koi thukega bhi naahi ek baat kehta hu
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai nagar hoshiyaro ka
idhar ankh jhapkayi or udhar maal yaro ka
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai dunia se ummid kaisi ho
sakta dushman tera tera padosi
ye dunia hai dunia se ummid kaisi ho
sakta dushman tera tera padosi
nikal bhage na gharwali laga kar
hoth pe lali nahi nahi ek bat kehta hu
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai nagar hoshiyaro ka
idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye sare tan ke ujle kale hai man ke
jina hai to ji pyare chalak banke
ye sare tan ke ujle kale hai man ke
jina hai to ji pyare chalak banke
nahi samjha agar babu to hai bilkul hi tu budhu
nahi nahi ek bat kehta hu bhai
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
ye dunia hai nagar hoshiyaro ka
idhar ankh jhapkayi or udhar mal yaro ka
sambhl ke sambhl ke sambhl ke
sambhl ke sambhl ke sambhl ke