Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Samajte The Magar Fhir Bhi
|
Jagjit Singh | |||||
Love Is Blind (Jagjit Singh) (0) | Ghazals | ||||||
samajhte the magar fir bhi na rakhi duriya humne

charakho ko jalaane me jalali ungliya humne

koi titali hamare paas aati bhi to kya aati

sajae ang bhar kagaj ke phul-pattiya humne
charakho ko jalaane me jalali ungliya humne
samajhte the magar fir bhi na rakhi duriya humne
yu hi ghut ghut ke mar jana hume manjur tha lekin

kisi kambal par zaahir na ki majburiya humne
charakho ko jalaane me jalali ungliya humne
samajhte the magar fir bhi na rakhi duriya humne
hum us mehfil me bas ek bar sach bolane vali

juban par umr bhar mehsus kee chingariya humne