Lyrics of Samajdhaar Ko Ishara Kaafi Hai - समझदार को ईशारा काफी हैं
na jane log iss duniya me
nafrat kaise karte hain
hume to pyar karne ke liye bhi
zindagi kam hai mere bhai
kam hai mere bhai, kam hai mere bhai
dil me baaje hain ghungroo, dil hai dil ke rubaru
dil me baaje hain ghungroo, dil hai dil ke rubaru
ik nazar aashiq ki kya se kya kar jaati hai
na na na karte karte ha bhi woh keh jaati hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
still about cats and walks
there is always time to fall on your face
always some want you to race
koi humse poonche mohabbat cheez kya hai
bata de hum sabi ko bada dilkash nasha hai
irada hai vada hai yaha zokhim bhi zyada hai
ye nazuk wo rishta hai jo resham sa lagta hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
we dont want love, wanna have some fun
we want we down, just keep away you guy
hum husn ki hai titliya har rang ki bijaliya
kisi se kyu hum badh jaye, kisi ke kyu hum ho jaye
mere jalwo ke sholo se kahi tu bhi na jal jaaye
hume samajho na dekho tum katputliya
jo pas aake chune lagoge to jal ayegi ungliya
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
inko kaise batlaye yaar hum to bhawre aawara
iss gul se uss gul tak jaye dil to hai ye banjara
kitne husn ke sholo ko pal me shabnam humne banaya
ishq ke aise jaal hai phenke jalwe machli sagar paya
ishq di gali vich jeena marna aehi khudai, aehi ibaadat
bulleh shah keh ke gaye ji toote na kade daman e mohabbat
dil me baaje hain ghungroo, dil hai dil ke rubaru
ik nazar aashiq ki kya se kya kar jaati hai
na na na karte karte ha bhi woh keh jaati hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
no take it easy baby
just cool it man, i am doing fine
o kudiye i do my way, lay off
dont show me your face, ok thats it
khuda mujhpe zamana hai, adaao ka deewana hai
na hum hote to kya karte, kise khud pe fida karte
tere jaise kayi dilbar, mare pehle bhi hain mujhpar
karu kya dil ka main sauda, maru main tujhpe betauba
hai joker sa tera chehra, zara tu dekh aayina
hai joker sa tera chehra, zara tu dekh aayina
tera joker joker chehra, tera
chodo yaar bahut ho gaya, oye oye
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai
samajhdaar ko ishara kaafi hai