Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sama Ye Pyar Ka, Bahar Ke Ye Mele
|
Manna Dey, Asha Bhosle | Shankar Jaikishan | ||||
Baghi Sipahi (1958) | Shailendra | Romantic Songs | |||||
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aise me niklo na jhum ke akele
din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
dil ko ji hum to uchalte chalegne
bahke nigah to sambhalte chalenge
hum pe chalta nahi jadu najar ki dor ka
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aise me niklo na jhum ke akele
din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aap humare liye kyu paresan hai
kyu huzur humpe itne meharban hai
kyu huzur humpe itne meharban hai
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aisi me niklo na jhum ke akele
din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
duniya humari
duniya humari jo parayi ho jayegi
aapke khel me hamari jan jayegi
aapke khel me hamari jan jayegi
dil ko ji hum to uchalte chalegne
bahke nigah to sambhalte chalenge
hum pe chalta nahi jadu najar ki dor ka
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aapke dil me hai chori hum jan gaye
hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
aapke dil me hai chori hum jan gaye
hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
hum bhi aapki nigahe pahchan gaye
shama ye pyar ka bahar ke ye mele
aisi me niklo na jhum ke akele
din me bhi ajkal dar hai dilo ke chor ka
shama ye pyar ka bahar ke ye mele