Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sajaniya Kit Bhage
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Husnlal Bhagatram | ||||
Birha Ki Raat (1950) | Sarshar Sailani | ||||||
sajaniya kit bhage kar ke mera dil chori
sajaniya kit bhage kar ke mera dil chori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
sajaniya kit bhage kar ke mera dil chori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
o sajan ki jaan tere kurban tujhe dar kahe ka
oye kahna mera maan na ban nadan
tujhe dar kahe ka
aashao ke taar milake bandh pyar ki dori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
rut mastani bhari jawani khali beet na jaye
beet bhi jaye meri bala se tu kahe ghabraye
najar milake najar churana ye teri kamjori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
jo balam sajni ki khatir raat raat bhar jage
us balam ko jalim bante jara der na lage
buri lage ya bhali magar mai baat kahu ji kori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
hoga koi awaal numbar ka aisa harjai
lallu panju dhobi nayi ya ganju halwayi
hath pakad ke kabhi na chhodu
mohe kasam hai tori sajaniya
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori
hoye sajaniya kit bhage kar ke mera dil chori
balamwa sajanwa dar lage
tu chhora mai chhori
hoye tu chhora mai chhori