Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saiyyan
|
Swati Sharrma, Aman Trikha | Ali | ||||
1:13:7 Ek Tera Saath (2016) | A. M. Turaz | ||||||
rang de mohe preet ke rang mein
ae more rangrezz piya
teri raah nu takiya ve main naa
teri yaadan wich dhadke hai
tham tham ke ab ye mora jiya
kisi karwat aave na chaina
raate tere bin sove na
subah tere bin hove na
saanse tere bin aave naa saiyyan
yaade aake jaave na
kuch bhi tere bin bhaave na
rabba zulm ye dhaave na saiyyan
raste pe naina biche huve hain
tere nishaano pe ruke huve hain
aaoge ek din tum yahin dua
umeed ke hothon pe rakhe huve hain
dhun mein teri khud ko dhun liya
tadpat hai baithu teri yaad
utari na sir se ishq chadha
tere naam ki japta hai maala
rangat udd gayi mukhde ki
tan man hai sab ujda pada
har ek rang lagta hai kala
raate tere bin ab sove na
subah tere bin hove na
saanse tere bin aave naa saiyyan
yaade aake jaave na
kuch bhi tere bin bhaave na
rabba zulm ye dhaave na saiyyan
rootha muqaddar mana liya hai
kismat mein tujhko likha liya hai
dard-e-judaai ka saara gum
khusiyon ke piche chupa liya hai
tune kaha na jo sun liya
sun ke sajna ki aahat lene laga angdaayi jiya
amrit jinddi wich bhar dala
dhul ke ujla wo baith yaar ki deed se mann maila
ungin khusiyon se pda pala
raate tere bin sove na
subah tere bin hove na
saanse tere bin aave naa saiyyan
yaade aake jaave na
kuch bhi tere bin bhaave na
rabba zulm ye dhaave na saiyyan
rang de mohe preet ke rang mein
ae more rangrezz piya
teri raah nu takiya ve main naa