Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saiyya Ke Gaon Me Taaro Ki Chaav Me
|
Asha Bhosle | Sapan Jagmohan | ||||
Sajjo Raani (1976) | Jan Nisar Akhtar | ||||||
saiya ke gavo me taro ki chhav me
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
sasu khadi khadi khadi mora ghunghata uthaye
dekhe mohe jiya bhare kaha balihari jaye
bole sasur badi pari bahu hum chun ke laye
hoke magan mai bhi khushi khushi moti lutawe
kahve nandiya bhabhi to bhaiya
mai to chura le jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
mohe bhaye ye resham ke jode
pal pal khanke chandi ke tode
bala devra aa pichha na chhod e
achra khenche baiya marode
kahwe jethani mai tohe rani
sone ke jhumke laungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
layi more piya tore liye bala joban re
kaali late mori bhara bhara gora badan re
garva mohe laga laga piya bhari di jo man re
pyasi mai na rahu kasam tohe more sajan re
jitna satave jitna fasave utni mai wari jaungi
saiya ke gavo me taro ki chhav me
banke dulhaniya jaungi
pahne payaliya ghote ki angaiya
khud se bhi sharmaungi