Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saiya Dekh Main Hu Lakho Me Ek
|
Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Police Detective (1960) | Prem Dhawan | ||||||
saiya dekh dekh dekh mai hu lakho me ek
mera jee na jalao takarar se
meri jan jan jan
maine pakde ji kan
jo bhi bologi manuga pyar se
saiya dekh dekh dekh mai hu lakho me ek
mera jee na jalao takarar se
meri jan jan jan
maine pakde ji kan
jo bhi bologi maunga pyar se
chhodo yu hi jagda jara sa ho gaya
logo ke liye to tamasha ho gaya
chhodo yu hi jagda jara sa ho gaya
logo ke liye to tamasha ho gaya
maro logo ko goli ji bolo pyar se
saiya dekh dekh dekh mai hu lakho me ek
mera jee na jalao takarar se
meri jan jan jan
maine pakde ji kan
jo bhi bologi maunga pyar se
do ke jagde mai nafa hai aur ka
jo bhi hai vo samjho hai kale chor ka
do ke jagde mai nafa hai aur ka
jo bhi hai vo samjho hai kale chor ka
ja ke bole to kya bole thanedar se
meri jan jan jan
maine pakde ji kan
jo bhi bologi maunga pyar se
saiya dekh dekh dekh mai hu lakho me ek
mera jee na jalao takarar se
ham to na ladenge kasam bap ki
aayi to tikhane akal aap ki
ham to na ladenge kasam bap ki
aayi to tikhane akal aap ki
de do mafi ke baaj aaye ched chad se
saiya dekh dekh dekh mai hu lakho me ek
mera jee na jalao takarar se
meri jan jan jan
maine pakde ji kan
jo bhi bologi maunga pyar se