Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sahare Na Bana Ae Dil
|
Asha Bhosle | S Mohinder | ||||
Sau Ka Note (1955) | Surjeet Sethi | ||||||
sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain
sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain
ki kismat par yakin na kar
ki sare tut jate hain sahare
kinare par khade hokar, na samjho dar nahi koi
kinare par khade hokar, na samjho dar nahi koi
na smjho dar nahi koi
jara lahro ko josh aaya, kinare tut jate hain
sahare na bana ae dil, sahare tut jate hain
sahare
ye kya duniya ki rshme hian, ye kya duniya ki rashme hain
ye kaisa julm hota hain, ye kaisa julm hota hain
ye raat me der me arma bechare tut jaten hain
sahare na bana ye dil, sahare tut jate hain
ki kismat par yakin na kar
ki sare tut jate hain sahare