Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sadka Utariye Ke Na Lage Kahi Nazar
|
Mohammed Rafi | Naushad | Waheeda Rehman, Rajendra Kumar, Rehman | |||
Palki (1967) | Shakeel Badayuni | Ghazals | |||||
sadaka utaariye ke na laage kahi nazar
sehare me aaj phul saa mukhadaa hai jalavagar
chehare se apane aaj to paradaa uthaaiye
lillah mujhako chaand si surat dikhaaiye
jannat hai ye makam dare yaar hai ye ghar
dil kah raha hai aaj yehi sar jhukaiye
chehare se apane aaj to paradaa uthaaiye
uthilye khuda ke waste
lag jayiye gale
rasmo riwaz sarmo haya
sab hataiye
chehre se apne aaj to parda uthaiye
lillah mujhako chaand si surat dikhaaiye
ye kya ke hum hi badhte rahe aap ki taraf
thodi si dur aap bhi tasreef layiye
thodi si dur aap bhi tasreef layiye
chehre se apne aaj to parda uthaiye