Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sach Ki Hogi Jeet
|
Mohammed Rafi | R Sudarsanam | ||||
Matwala (1958) | Hargovind | ||||||
sach ki hogi jit sada
aur jhuth ki hogi haar
kagaj ke phulo pe kaise
aa sakti hai bahar
jis dil me lagan manjil ki ho
jis dil me lagan manjil ki ho
wo manjil ko pa hi lega
raste ke har kante ko wo
phul bana hi lega
phul bana hi lega
badal garje bijli kadke
tufa shor macahye
manjil ka matwala rahi
aage bhadta jaye
hanste hanste har mushkil
aasan bana hi lega
aasan bana hi lega
jis dil me lagan manjil ki ho
wo manjil ko pa hi lega
raste ke har kante ko wo
phul bana hi lega
dur ho kinara bhale dur ho
kitna wo thaka haara majbur ho
de de jaan par na dare matwala
de de jaan par na dare matwala
isme hi jit mane jit dilwala
jis dil me lagan manjil ki ho
wo manjil ko pa hi lega
raste ke har kante ko wo
phul bana hi lega
phul bana hi lega