Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sabse Buri Sharab Hai
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Moushumi Chatterjee | |||
Naatak (1976) | Anand Bakshi | ||||||
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se

mai kyu inhe pasand hu puchhe koi is janab se

mere bare me ye khayal hai janab ka
mere bare me ye khayal hai janab ka
mai ek khila hua phul hu gulab ka
ho lipte hue hai is kadar kante magar gulab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se
wo hai diwana jisko bhi mujhse pyar hai
wo hai diwana jisko bhi mujhse pyar hai
wada hai yaro mera koi ek bar hai
ho kaise suna du aapko kisse hai kuch kharab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se
koi na koi ilzam mil jayega
koi na koi ilzam mil jayega
kahi na kahi mera naam mil jayega
ho padkar fasana dekh lo koi kisi kitab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab se
sabse buri sharab hai mai hu buri sharab