Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sabse Badi Dosti
|
Kumar Sanu, Poornima, Udit Narayan | Ram Laxman | ||||
Bahaaron Ki Manzil (1991) | Dev Kohli | ||||||
sabse badi dosti hai yaar ha sabse badi dosti hai yaar
humse mile tum to aayi bahar tumse mile hum to aayi bahar
yahi zindagi hai yahi dosti hai
haye haye sabse badi dosti hai yaar sabse badi dosti hai yaar
humse mile tum to aayi bahar tumse mile hum to aayi bahar
yahi zindagi hai yahi dosti hai
ye apna tann layega rang salamat rahe dosti ki umang
tum jo mile kayi gul khile uthti hai reh rehke dilse tarang
tum thi kaha hum sab yaha tum thi kaha hum sab yaha
karte the kabse tera intzar
haye haye sabse badi dosti hai yaar sabse badi dosti hai yaar
humse mile tum to aayi bahar tumse mile hum to aayi bahar
yahi zindagi hai yahi dosti hai
kehta hai maan hoke magan jivan ke ye din yu hi rahe
mere liye inhe roklo ye pyar palchhin yu hi rahe
karle yaki ae hamnashi karle yaki ae hamnashi
aate nahi aise din baar baar
haye haye sabse badi dosti hai yaar sabse badi dosti hai yaar
humse mile tum to aayi bahar tumse mile hum to aayi bahar
yahi zindagi hai yahi dosti hai
ae mere yaar bas ek baar milti hai insan ko zindagi
jivan dagar mili hai agar to karlo jamane se dosti
tera saath hai kya baat hai tera sath hai kya baat hai
tu sang layi hai pehli bahar
sabse badi dosti hai yaar sabse badi dosti hai yaar
humse mile tum to aayi bahar tumse mile hum to aayi bahar
yahi zindagi hai yahi dosti hai yahi zindagi hai yahi dosti hai
yahi zindagi hai yahi dosti hai yahi zindagi hai yahi dosti hai