Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sabko Murade Milti Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | |||||
Kahani Ek Chor Ki (1981) | |||||||
sab ko murade milti hai jis dar se
kaho tumne wha se kya manga
jais chand chamakta hai ambar pe
maine aisa hi ek chand manga
sab ko murade milti hai jis dar se
kaho tumne wha se kya manga
gagan ka chanda to
chhup jata hai roj savere
mera chand sda muskayega agana me mere
ram kare tujhe mil jaye tu jo mange
maine to fakat itna manga
kaise phul mahake hai bagiya me
maine waisa hi ek phulwa manga
phul ki khusbu to ud jati hai pal do pal me
murjhata nahi wo jo phul khile aanchal me
hum sukh dukh me dis ko dekh ke ki le
maine aisa hi ek apna manga
jiski khatie sabki nigahe tarse
maine waisa hi ek hira manga
pyar hai jo humse kyun na manga hamare jaisa
dar tha jara dil me kahi nikale na aisa waisa
milta julata ho jo is mukhde se
maine aisa hi ek mukhda manga
ram kare tujhe mil jaye tu jo mange
maine to fakat itna manga