Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sabko Maalum Hai Main Sharabi Nahi
|
Pankaj Udhas | |||||
Paimana - Magic Of Pankaj Udhas (1983) | Ghazals | ||||||
sabko maalum hai main sharabi nahi
phir bhi koi pilaye to main kya karu
sabko maalum hai main sharabi nahi
phir bhi koi pilaye to main kya karu
sirf ek baar nazro se nazre mile
sirf ek baar nazro se nazre mile
har kasam tuti jaye to main kya karu
har kasam tuti jaye to main kya karu
mujhko me kash samjhte hai me ayeda kash
mujhko me kash samjhte hai me ayeda kash
kyuki unki tarha ladkhadata hun main
meri rag rag me nasha mohabbat ka hai
meri rag rag main me nasha mohabbat ka hai
meri rag rag me nasha mohabbat ka hai
jo samjh me na aaye to main kya karu
sirf ek baar nazro se nazre mile
sirf ek baar nazro se nazre mile
aur kasam tuti jaye to main kya karu
aur kasam tuti jaye to main kya karu
haal sunkar mera sehme sehme hai wo
haal sunkar mera sehme sehme hai wo
koi aaya julfe bikhere huye
maut or zindagi dono heran hai
maut or zindagi dono heran hai
dm nikl ne na paaye to main kya karu
dm nikal ne na paye to main kya karu
sirf ek bar nazro se nazre mile
aur kasam tuti jaya to main kya karu
aur kasam tuti jaye to main kya karu
aisi lat kaisi chahat kaha ki khata
aisi lat kaisi chahat kaha ki khata
be khudi main hai anbar khudi ka nasha
zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi
zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi
zindagi ek nashe ke shiwa kuch nhi
tumko pina na aaye to main kya karu
tumko pina na aaye to main kya karu
sirf ek bar nazro se nazre mile
aur kasam tuti jaya to main kya karu
aur kasam tuti jaye to main kya karu
sabko maalum hai main sharabi nahi
phir bhi koi pilaye to main kya karu
sabko maalum hai main sharabi nahi
phir bhi koi pilaye to main kya karu
phir bhi koi pilaye to main kya karu