Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Sab Ki Ho Khair Baba Sab Ka Bhala
|
Chandbala, Mohammed Rafi | Khayyam | ||||
Phir Subah Hogi (1958) | Sahir Ludhianvi | ||||||
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
ho janewale leta ja garib ki dua
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
jaan ki bhi khair tere maal ki bhi khair
ladli ki khair tere lal ki bhi khair
ladli ki khair tere lal ki bhi khair
hamare pas hai hi kya duaao ke siwa
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
raaj chahiye na hame taaj chahiye
papo ke sataye hai anaz chahiye
dila de koi paisa ya purana kapda
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
khade hai bikhari bane tere samne
khade hai bikhari bane tere samne
waise to banaya tha hame bhi ram ne
waise to banaya tha hame bhi ram ne
jo bhag ho bure to kisi se kya gila haaye
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda
ho janewale leta ja garib ki dua
sab ki ho khair baba sabka bhala
de de bukhe pet ko roti ka tukda