Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saat Samundar Paar (Part 3)
|
Jolly Mukherjee, Udit Narayan | Viju Shah | ||||
Vishwatma (1992) | Anand Bakshi | ||||||
la la la la la la saat samundar
saat samundar paar mai tere
peechhe peechhe aa gai
zulmi meri jaan o zulmi meri jaan tere
kadamon ke neeche a gai
saat samundar paar main tere
peechhe peechhe a gai
main tere peechhe peechhe a gai
ha ha ha ha ha
na rasta maalum na tera maan-pata malum
na rasta maalum na tera maan-pata malum
kaise mere pyar ne dhundha kya malum
seedhi tere paas seedhi tere paas
mai ankhiyan meeche meeche a gai
saat samundar
saat samundar paar main tere
peechhe peechhe a gai
mai tere peechhe peechhe a gai
o zulmi meri jaan tere
kadamon ke neeche a gai
saat samundar paar mai tere
peechhe peechhe a gai
mai tere peechhe peechhe a gai
la la la la la la la la la la la la
meine apne chobarese de tujko awaaz
meine apne chobarese de tujko awaaz
neeche gali mei kada raha tu aisa kala raaz
tu upar na aya tu upar na aya
to mein kudke neeche agayi
saat samundar
saat samundar paar main tere
peechhe peechhe a gai
mai tere peechhe peechhe a gai
mainne teri yaadon ke mei lagaye phul
mainne teri yaadon ke mei lagaye phul
aage teri marzi tu kar na kar mujhe kabul
chhod ke mai apane chhod ke mai apane
babal ke baag-bageeche aa gai
saat samundar
saat samundar paar main tere
peechhe peechhe a gai
mai tere peechhe peechhe a gai
zulmi meri jaan
o zulmi meri jaan tere
kadamon ke neeche a gai
saat samundar paar main tere
peechhe peechhe a gai
main tere peechhe peechhe a gai
la la la la la la