Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saat Samandar Par Hai Re Mera Sapno Ka Sansar
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Vyjayantimala | |||
Patrani (1956) | Hasrat Jaipuri | Intezaar, Sad Songs | |||||
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
sapno ka sansar kahu ya sajan tera dwar kahu
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
mat pita ko chhod chali tumhre karan chhod diya gharbar
tu jo mile to sab kuch pa lu bigdi huyi takdir bana lu
kahti hai dil ki pukar darshan ko aati hai aankhe meri bekarar
haye ram sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
lakh bhi aaye is path par tufan
pake rahungi mai man ka bhagwan
tan ko man ki dhup jalaye man ki agan ko kon bujhaye
ruth chukhi hai piya bin bahar jivan hai dusvar haye ram
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
dil ko laga hai birha man ka rog mera unse janam janam sanjog
yu to pade na ruh ki kali mai pi ke liye kanto pe chali mai
nav meri majhdhar padi hai dur hai khevan har haye ram
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar
sat samandar par haye re mera sapno ka sansar