Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saat Hi Sur Hai Sargam Me
|
Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | ||||
Ghoonghat (Pankaj Udhas) (0) | Zameer Kazmi | Ghazals | |||||
saat hi sur hain sargam me
aanthvaa sur mere saajan ka
saat hi sur hain sargam me
aanthvaa sur mere saajan ka
sabse achcha sabse anokha
sabse achcha sabse anokha
nagma dil ki dhadakan ka
nagma dil ki dhadakan ka
pahla sur hain khushi ki chhaon
dusra gam ki dhup ka
tisra sur paakija aur jajba
chautha husn ke rup ka
panchva sur dil, chhta hain dhadakn
santvaa pyar ke saavan ka
saat hi sur hain sargam me
aanthvaa sur mere saajan ka
aanthwa sur bhakti aur puja
khud kho dene ka naam
pyaar se badh ke ishq ki manjil
ishq hi ishq hain chaaro dhaam
marne jine se hain badhkar
nasha pyaar ke jivan ka
saat hi sur hain sargam me
aanthvaa sur mere saajan ka
dil ke taar ka sur na ho to
jivan bina suni hain
aankho me manmeet na ho to
saari duniya suni hain
jisme saajan ka mukhda na ho
kya karu aise darpan ka
saat hi sur hain sargam me
aanthvaa sur mere saajan ka
sabse achcha sabse anokha
sabse achcha sabse anokha
nagma dil ki dhadakan ka
nagma dil ki dhadakan ka