Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Saari Duniya Four Twenty
|
Mukesh Chand Mathur, Surinder Kaur | Shaukat Dehlvi Nashad | ||||
Dada (1949) | Shewan Rizvi | ||||||
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty
dekho dekho jenatal meno four twenty
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty
sun re sharabi sun re sharabi
haal tera koi dekhega to
jag mein hogi teri khrabi
sun re shrabi sun re sharabi
kaun hai kya naam tera
kyu chhinti hai tu jaam mera
tu jaam mera tu jaam mera
main abhi gayi thi tere ghar
bachche pade the khatiya par
wo bhukh ke mare marte the
aur bilak bilak kar kahte the
kya kahte the tankha lakar bap
hamara ham se kar gaya khot four twenty
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty
tan ke ujale man ke kale
block market karne wale
block market karne wale
tagde lekar karte hai kharcha
julm nahi garibo par
yaha mard hai bachche khak hote
ye bharte khote najo se
ye bharte khote najo se
majbur yaha tan dhakne ko
godam bhare ye kapdo se
godam bhare ye kapdo se godam
o four twenty karne walo
buri sharabe pine walo
buri sharabe pine walo
varsho bad rag mila hai
tars tars ke taal mila
ab chhod do ye kala bajar four twenty
saari duniya four twenty
saari duniya four twenty