Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ruth Ke Jane Wali Sun
|
Mohammed Rafi | Usha Khanna | ||||
Johar In Bombay (1967) | Asad Bhopali | ||||||
ruth ke jane wali sun afsana pyar ka hai
shouk se le ja mera dil najrana yaar ka hai
ho gulna gulna ruth ke jane wali sun
afsana pyar ka hai
hotho ki surkhi tauba galo ki lali gajab
kar gayi shano pe bikhri bikhri
ye julf kali gajab kar gayi
kya baat hai teri tu jan hai meri
ruth ke jane wali sun afsana pyar ka hai
shouk se le ja mera dil najrana yaar ka hai
ho gulna gulna
raho me nagin banke aise chalna kayamat hai
aashik hu tara mujhse tevar badlna kayamat hai
ye haal dekhenge kya log sochenge
ruth ke jane wali sun afsana pyar ka hai
shouk se le ja mera dil najrana yaar ka hai
ho gulna gulna
darti hai milne se pagli khavabo me aane se darti nahi
kaise mai ye baat manu mujhse mohabbat tu karti nahi
ikrar kar bhi le aa pyar kar bhi le
ruth ke jane wali sun afsana pyar ka hai
shouk se le ja mera dil najrana yaar ka hai
ho gulna ho gulna ruth ke jane wali sun
afsana pyar ka hai