Lyrics of Rumi Saab - रूमी साब
filmi duniya ka time hai kharab, kyon malum hai
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab
filmi duniya ka time hai kharab
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab
aapna future hai, aapna future hai
na aapne hath me
aapna future hai aapne hath me
phir mai aisi waise aairi gairi
aadi tedi filmo me kyon kam karu yar
bilkul sahi keh rahe hai aap
filmi duniya ka time hai kharab
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab
filmi duniya ka time hai kharab
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab
aaj kal kaisi kaisi filme ban rahi hai
merko toh filma line pe hasi aa raili hai
ae teraa toh who jp sab ke sath miting tha na uska kya hua
who mai watchman se milke wapis aa gaya arre kyon
goli chalwae pahad kudwae
pachis hero ko leke war par picture bane
aapne ko toh subject me change chaiye yar
aaj film me actor pehchana jata hai
lekin commercial me mar khata hai uska kya
arre body banene ka chillane ka
sidda action me ghus jane ka
par ladkiya toh romantic hero pe marti hai
par who picture ko kaha hit karati hai
ek hi formula hai star banne ka
ek heroin left me ek heroin right me
mai bich me hath me gun samne villan
toh sare hero ki bolti band
build hai height hai chehre pe light hai
dance hai fight hai arre yar
sab kuchh toh hai tere me
tu jaldi se filmo me aaja na yar
mara bhi bhala ho jayega yar
agar industry band ho jayegi toh
toh humlog kaha jayenge
filmi duniya ka time hai kharab
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab
filmi duniya ka time hai kharab
kyon ke waha pe nahi hai rumi sab