Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ruh Kaa Rishta
|
Arko | Sonal Pradhaan | Vikram Bhatt, Sanaya Irani | |||
Ghost (2019) | Sonal Pradhaan | Sad Songs | |||||
ankahi hai jo baate kehni hai tumse hi
kyu ye nazre meri thehri hai tumpe hi
rooh ka rishta ye jud gaya
jaha tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manzil bhi tu hi
ha teri hi zaroorat hai mujhe
ye kaise samjhaun main tujhe
mangta hu tujhe ya tujhse hi
mangta hu tujhe ya tujhse hi
bechainiya ab badhne lagi hai
sabr raha na besabri hai
aanch thodi saanso ko de de
mushqil mein ye jaan meri hai
behta hu tujhme main bhi na chhupa khudse hi
mehku khushboo se jiski ban wo kastoori
rooh ka rishta ye jud gaya
jaha tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manzil bhi tu hi
ha teri hi zaroorat hai mujhe
ye kaise samjhau main tujhe
maangta hu tujhe ya tujhse hi
jab se mila hu tujhse
bas na raha hai khud pe
bolti aankho ne jaadu kar diya
bakhsh de mujhe khudara
maine jab use pukara
ho gayi khata tera naam le liya
sath ho jo umr bhar wo khushi ban meri
har kami manzoor hai bin tere jeena nahi
rooh ka rishta ye jud gaya
jaha tu muda main bhi mud gaya
rasta bhi tu hai manzil bhi tu hi
ha teri hi zarurat hai mujhe
ye kaise samjhau main tujhe
mangta hu tujhe ya tujhse hi