Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rote Rote Guzar Gayi Raat
|
Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman | Kishore Sahu, Nimmi, Prem Nath | |||
Buzdil (1951) | Kaifi Azmi | ||||||
rote rote guzar gayi
rote rote guzar gayi raat re
aayi yaad teri har baat re
rote rote guzar gayi
nind bhi meri na meri ho saki
roke shabnam bhi na ye gam dho saki
thi mai teri par na teri ho saki
rote rote guzar gayi raat re
aayi yaad teri har baat re
rote rote guzar gayi
khvaab ki duniya ujad kar rah gayi
chhin li suraj ne ghar ki roshani
chaand se hoti hai dur ab chaandani
rote rote guzar gayi raat re
aayi yaad teri har baat re
rote rote guzar gayi
pyaar ki ghadiya bahut yaad aayegi
yaad aakar raat din tadpaayegi
tumko ye tanhaaiya das jaayegi
rote rote guzar gayi
rote rote guzar gayi raat re
aayi yaad teri har baat re
rote rote guzar gayi