Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rone Se Aur Ishq Me
|
Lata Mangeshkar | Hridaynath Mangeshkar | ||||
Lata Sings Ghalib & Other Ghazals (1999) | Mirza Ghalib | Ghazals | |||||
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
dhoye gaye hum aise ke bas paak ho gaye
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
kahta hain kaun nala-e-bulbul ko beasar
kahta hain kaun nala-e-bulbul ko beasar
parde mein gul ke lakh jigar chand ho gaye
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
karne gaye the usse tagakul ka hum gila
ke ek hi nigaah ke bas kaak ho gaye
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
is rang se uthayi kal usne asad ki laaj
is rang se uthayi kal usne asad ki laaj
dushman bhi jisko dekhke gam naat ho gaye
rone se aur ishq mein bebaak ho gaye
rone se aur ishq mein