The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Rango Ka Kamaal Hua
0
Anup Jalota Heera
Holi Mastano Ki Toli (Album) (0) V.S. Wahi, Hema Wahi,
Lyrics of Rango Ka Kamaal Hua - होली हैं होली हैं

holi hain holi hain
he he he rango ka dhamal hua
dekho kya kamal huaa
banka bhi jamala huaa
chadh gayi chadh gayi
chadh gayi chadh gayi
faagun ki ye bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
he he he rango ka dhamal hua
dekho kya kamal huaa
banka bhi jamala huaa
chadh gayi chadh gayi
chadh gayi chadh gayi
faagun ki ye bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
ghuma he ghuma he ghuma ghuma ghuma
ghuma he ghuma he ghuma ghuma

holi me jo bhang ghonte, wo tirath ka phla paave
man me karpar naam japi, ve sambhu khush ho jave
he holi me jo bhang ghonte, wo tirath ka phla paave
man me karpar naam japi, ve sambhu khush ho jave
holi me jo bhang ghonte, wo tirath ka phla paave
man me karpar naam japi, ve sambhu khush ho jave
he he he
ganpati ghonte nandi chhane
ganga jal ki mahima maane
ban gahi bhang to, shnakar sambhu
pi gaye pi gaye pi gaye pi gaye
bhole naath sari bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
he he he rango ka dhamal hua
dekho kya kamal huaa
banka bhi jamala huaa
chadh gayi chadh gayi
chadh gayi chadh gayi
faagun ki ye bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye

jhumu main jhumu main jhumu main to nachu gaaun
jhumu main jhumu main jhumu main to nachu gaaun
jhumu re mataku, are matak matak ke rang jamaaun

holi me jo bhang pive to, aanand aisa aave
aankh kare jo band to, tino lok ke darshan paave
he holi me jo bhang pive to, aanand aisa aave
aankh kare jo band to, tino lok ke darshan paave
holi me jo bhang pive to, aanand aisa aave
aankh kare jo band to, tino lok ke darshan paave
he he he he
dharti ghume ambar ghume
dakshin ghume uttar ghume
pashchim ghume purab ghume
aankh khole ke ek ghunt me
pi jaun main sari bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
he he he rango ka dhamal hua
dekho kya kamal huaa
banka bhi jamala huaa
chadh gayi chadh gayi
chadh gayi chadh gayi
faagun ki ye bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
ghuma he ghuma he ghuma ghuma ghuma
ghuma he ghuma he ghuma ghuma

bhang ka rang chadha kuch aisa, tum bhi sun lo yaro
pi thi maine ek baar to, kya kya dekha pyaro
he bhang ka rang chadha kuch aisa, tum bhi sun lo yaro
pi thi maine ek baar to, kya kya dekha pyaro
bhang ka rang chadha kuch aisa, tum bhi sun lo yaro
pi thi maine ek baar to, kya kya dekha pyaro
he he he he
ghoda nache bandar gaye
badra bhi rang barsaye
shiv ki jo parsaadi paave
uski naiya paar lagave
pi jaye jo saari bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye
he he he rango ka dhamal hua
dekho kya kamal huaa
banka bhi jamala huaa
chadh gayi chadh gayi
chadh gayi chadh gayi
faagun ki ye bhang
to ghuma ghuma, saara nazar aaye