Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rangdaari
|
Arijit Singh | Arjunna Harjaie | ||||
Lucknow Central (2017) | Kumaar | ||||||
Rangdari Rangdari Rangdari
zindagi tere rango se rangdari na ho payi
lamha lamha koshish ki par yari na ho payi
zindagi tere rango se rangdari na ho payi
lamha lamha koshish ki par yari na ho payi
tu lage mujhe dushman si kabhi lage dhadkan si
judi judi batein hain toote hue man ki
tu lage mujhe dushman si kabhi lage dhadkan si
judi judi baatein hain toote hue man ki
rangdari
rangdari rangdari rangdari rangdari
aankhon se na chootegi khwabo ki rangdari
rangdari rangdari rangdari rangdari
rahon se na roothegi manzil ki rangdari
rangdari
chahe mujhe tod de tu dardo mein chhor de
meri ora aate hue raston ko mod de
mod de mod de
tohmatein laga de chahe sar pe ilzam de
kar de khuda se door kafiro ka naam de
naam de naam de
ye khwaishein hai pagal si aasman pe badal si
barsi to dhul jayegi roshani ye kajal si
ye khwaishein hai pagal si aasman pe badal si
barsi to dhul jayegi roshani ye kajal si
rangdari
rangdari rangdari rangdari rangdari
aankhon se na chootegi khwabo ki rangdari
rangdari rangdari rangdari rangdari
rahon se na roothegi manzil ki rangdari
o zindagi tere rango se rangdari na ho payi
lamha lamha koshish ki par yari na ho payi
o zindagi tere rango se rangdari na ho payi
lamha lamha koshish ki par yari na ho payi
rangdari