Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rang Birangi Choodiya
|
Kavita Krishnamurthy | Bappi Lahiri | ||||
Muqadama (1996) | Maya Govind | ||||||
rang birangi chudiya tere dil ko chura lengi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
rang birangi chudiya tere dil ko chura lengi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
ho mere sajna ho mere balma zara sun le
inki khan khan khan khan khan khan khan
rang birangi chudiya tere dil ko chura lengi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
hari bhi pehni laal bhi pahni neeli kali
sabse pyari wahi lage jo hoye nasibo wali
hari bhi pehni laal bhi pahni neeli kali
sabse pyari wahi lage jo hoye nasibo wali
tu kangna bhijwade to chudiyo se milwa doon
jaise apne nain lade inke ladwa doon
tere kangan ko meri chudiya gale laga legi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
ho mere sajna ho mere balma zara sun le
inki khan khan khan khan khan khan khan
rang birangi chudiya tere dil ko chura lengi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
kal mai chat pe khadi hui thi khanak rahi thi chudiya
ek deewana dekh ke mujhko bola mujhse batiya
kal mai chat pe khadi hui thi khanak rahi thi chudiya
ek deewana dekh ke mujhko bola mujhse batiya
sun deewani chudiya hai kiske pyar ki
mai boli hai chudiya mere sanam yaar ki
tere naam ki chudiyaan teri neend uda legi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
ho mere sajna ho mere balma zara sun le
inki khan khan khan khan khan khan khan
rang birangi chudiya tere dil ko chura lengi
ek nazar me balam tujhe apna bana lengi
ho mere sajna ho mere balma zara sun le
inki khan khan khan khan khan khan khan
khan khan khan khan khan khan khan