Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ram Kahe Mai Itni Jawaan Ho Gayi
|
Usha Mangeshkar, Asha Bhosle | R D Burman | Sanjay Khan, Leena Chandavarkar | |||
Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1971) | Rajinder Krishan | ||||||
o julm ho gaya gajab ho gaya o kya ho gaya
ho gayi nind parayi
huyi jawani gayi badh me bipda lekar aayi
kal jo silwaya tha joda are kal jo silwaya tha joda
aaj vo pad gaya tang dharji naap jo lene aaya
dekh ke rah gaya dang
rama kahe o rama kahe main itni jawan ho gayi
o rama kahe main itni jawan ho gayi
acho acho ki najar beiman ho gayi
acho acho ki najar beiman ho gayi
o rama kahe main itni jawan ho gayi
o rama kahe mai itni jawan ho gayi
ha pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi
bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi
pehle ghar aati thi dhoban ab aata hai dhodi
bulwata hai koi na koi na koi kapda ras ka lobhi
isi bahane misrit bate dhale do do phere
kaha se paida ho gaye itne chahane wale mere
badi muskil me, o badi muskil me nanhi si jaan ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
ache acho ki najar beiman ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
baat hai kal raat ke meri gaiya ho gayi chori
rapat likhane gayi mai thane ghar se dhodi dhodi
mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau
mai rapat likhati jau fariyad hal sunati jau
lekin thanedar mua mere muh ko bit bit take
ungli se kabhi much marode ungli se kalam muh me dale
are aah are aah aah
bola gaiya gayi to gayi mai
bans manga ke dunga darwaje pe
hathi goda mai bandwaye dunga
sari duniya ki lambi juban ho gayi
o sari duniya ki lambi juban ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi
ache acho ki najar beiman ho gayi
rama kahe main itni jawan ho gayi