Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rakhta Hai Jo Roza Kabhi Bhukha Na Rahega
|
Asha Bhosle | Iqbal Qureshi | ||||
Shaan- E- Khudaa (1971) | Kaifi Azmi | Religious Songs | |||||
rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega
rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega
dunia me rahe hashar me pyasa na rahega
rakhta hai jo roza
rahat bhi milegi use jannat bhi milegi
jannat bhi milegi
allah ke didar ki daulat bhi milegi
daulat bhi milegi
allah mein or bande me parda na rahega
parda na rahega
rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega
rakhta hai jo roza
rakh logi jo roza to karoge na khata tum
chahoge na dekhoge na sochego bura tum
daman pe gunaho ka ye dhabba na rahega
dhabba na rahega
rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega
rakhta hai jo roza
roze ka ye matlab hai ke
khairat karo tum khairat karo tum
bhukho ki madad jisse ho
wo bat karo tum wo bat karo tum
tab dil me tumhare game dunia na rahega
game dunia na rahega
rakhta hai jo roza kabhi bhukha na rahega
dunia me rahe hashar me pyasa na rahega
rakhta hai jo roza