Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rahe To Kaise Rahe
|
Mohammed Rafi | Rasheed Attre | ||||
Room No. 9 (1946) | Nakshab Jarchvi | ||||||
rahe to kaise rahe dil pe ikhtiyar mujhe
ha rahe to kaise rahe dil pe ikhtiyar mujhe
tum is nigah se dekho na bar bar mujhe
tum is nigah se dekho na bar bar mujhe
jo mujhse bachte the pahlu me aaye baithe hai
jo mujhse bachte the bachte the pahlu me aaye baithe hai
bahut dino se tha is din ka intzar mujhe
bahut dino se tha is din ka intzar mujhe
tum is nigah se dekho na bar bar mujhe
hamesha aapne hamesha aapne ha aapne
gairo pe ki nigahe karam hamesha aapne
hamesha aapne ha aapne gairo pe ki nigahe karams
hamesha aapne rakha hai bekarar mujhe
tum is nigah se dekho na bar bar mujhe
wohi to ho jo meri ek bhi na sunte the
ab ikhtiyar tumhe hai ke ikhtiyar mujhe
tum is nigah se dekho na bar bar mujhe