Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rahe Khush Teri Duniya
|
Lata Mangeshkar | Husnlal Bhagatram | ||||
Sartaj (1950) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
rahe khush teri duniya
chain milta hain kaha hamko
chale ham to waha
le jaye ab kismat jaha hamko
jigar ke tukade kiye huye
ham khun-e-tamanna kiye huye
jigar ke tukade kiye huye
ham khun-e-tamanna kiye huye
aaye the lekar hansi lavo par
jate hain aansu piye huye
aaye the lekar hansi lavo par
jate hain aansu piye huye
unse chhuda kar mita diya
bedrd jamane ye kay kiya
unse chhuda kar mita diya
bedrd jamane ye kay kiya
ye kkya kiya
kisko khabar thi o nazar thi
jinko sahara diye huye
kisko khabar thi o nazar thi
jinko sahara diye huye
aaye the lekar hansi lavo par
jate hain aansu piye huye
saath ho tere hansi khushi
ye ruthne wale dua yahi
saath ho tere hansi khushi
ye ruthne wale dua yahi
dua yahi
haye chale ham leke tera gam
teri tamanna kiye huye
haye chale ham leke tera gam
teri tamanna kiye huye
aaye the lekar hansi lavo par
jate hain aansu piye huye
jigar ke tukade kiye huye
ham khun-e-tamanna kiye huye