Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Rab Ne Bhool Se
|
Sukhwinder Singh | Laxmikant Pyarelal | ||||
Khilaf (1991) | Anand Bakshi | ||||||
unche unche mehal nahi ban sakte sirf khayalo se
daulat walo ke riste hote hai daulat walo se
kitna bhi ho pyar magar kam hai daulat se thoda hai
rab ne bhul se tere sine me patthar rakh chhod a hai
kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
rab ne bhul se tere sine me patthar rakh chhod a hai
kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
rab ne bhul se tere sine me
mere hotho par mere dil ki fariyade aayi hai
tere juthe pyar ki kitni jhuthi yaade aayi hai
tere juthe pyar ki kitni jhuthi yaade aayi hai
yaade aayi hai
gujri huyi ruto ki janib wakt ye wapis dauda hai
kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
rab ne bhul se tere sine me
ye tasvir hai aur kisi ki ye teri tasvir nahi
tu ik mamuli ladki hai, tu ranjhe ki heer nahi
tu ranjhe ki heer nahi
tune daulat ki khatir apne ranjhe ko chhod a hai
kis bedardi se bedardi tune mera dil toda hai
rab ne bhul se tere sine me
pyar bhare geeto ke mukhado se gehne banwaye hai
mere tute dil ke tukdo se gehne banwaye hai
mere khun se rang ke tune lal dupatta odha hai