Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raat Yu Dil Me Teri Khoyi Hui Yaad Aayi
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Janwar (1965) | Faiz Ahmed Faiz | Sad Songs | |||||
rat yu dil me teri khoyi hui yad aayi
jaise virane me chupke se bahar aa jaye
jaise sahram me hole se chale wadi hasin
jaise bimar ko bewajah karar aa jaye
bujha jo roz ne jinda to dil ye samjha hai
ke teri mang sitaro se bhar gayi hogi
chamak uthi hai sanse to hamne jana hai
ke ab ashar tere rukh bikhar gayi hogi
na gul khile hai na unse mile hai
na hamne pi hai
azib rang me abke bahar gujri hai
tum aaye ho nsabe intzar gujri hai
talash me hai sahar bar bar gujre hai
nashim teri sakhishto se hoke aayi hai
meri sahar me mahak hai tere badan ki si
jab tujhe yad kar liya subah mahak mahak uthi
jab tera gum jaga liya rat machal machal gayi
na jane kisliye ummidwar baitha hu
ek aisi raha pe jo teri rehgujar bhi nahi