Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raat Ko Baag Me Mere Dilbar Ne
|
Laxmikant Pyarelal | Kumkum, Aruna Irani | ||||
Duniya Nachegi (1967) | Majrooh Sultanpuri, Raja Mehdi Ali Khan, | ||||||
raat ko baag me mere dildar ne mera aanchal
mera aanchal na chhoda to main ro padi
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi
paas aakar mera hath mehndi racha
muskura kar mroda to main ro padi
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi
aage bata na are bata na
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi
are ruk kyu gayi aa fir kya hua
waise kahne ko lat meri suljha gaye
waise kahne ko lat meri suljha gaye
the anadi balam aur uljha gaye
the anadi balam aur uljha gaye
jab gayi ye uljha fir chhede nasamjh
o ho toda aisa toda mroda ki main ro padi
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi
aako bai fir
mere kandho pe lehrai do chotiya
mere kandho pe lehrai do chotiya
jo hawao me karti thi atkheliya
jo hawao me karti thi atkheliya
bole khud ko bacha tere piche laga
kale nago ka kale nago ka joda to main ro padi
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi
paas aakar mera hath mehndi racha
muskura kar muskura kar mroda to main ro padi
raat ko baag me mere dildar ne
mera aanchal na chhoda to main ro padi