Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raat Ka Nasha (Duet)
|
Chithra K S, Abhijeet | Anu Malik | ||||
Asoka (2001) | Gulzar | ||||||
raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahi
tera nashila badan
baaho ne chhoda nahi
aankhe to kholi magar
sapna wo toda nahi
ha wohi wo wohi
saason pe rakha
hua tere honto ka
sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahi
tere bina bhi kabhi
tujhse machal leti hu
karvat badalti hu to
sapna badal leti hu
tera khayal aaye to
balkhake pal jaata hai
paani ke chadar tale
dum mera jal jaata hai
ha wohi wo wohi
sanso pe rakha
hua tere honto ka
sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahi
tere gale milne ke
mausam bade hote hai
janmo ka vaada koi
ye gham bade chhote hai
lambi si ek raat ho
lamba sa ek din mile
bas itna sa jeena ho
milan ki ghadi jab mile
ha wohi bas wohi
sanso pe rakha
hua tere honto ka
sapna abhi hai wahi
raat ka nasha abhi
aankh se gaya nahi