Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raat Gai Subah Hui
|
Bhushan, Suman Kalyanpur | Hanuman Prasad | ||||
Murad (1961) | Hanuman Prasad Triloki | ||||||
rat gai subah hui
dukh ke din ab bit gaye
rat gai subah hui
dukh ke din ab bit gaye
rat gayi
tumne humko dokha diya tha
maine samjhane ka mauka diya tha
tumne humko dokha diya tha
maine samjhane ka mauka diya tha
fir se na aise karna
tum bhi to sidhe rahna
fir se na aise karna
tum bhi to sidhe rahna
main man gayi bat teri
hum hare tum jit gaye
rat gai subah hui
dukh ke din ab bit gaye
rat gayi
chhodo kalai log hasenge
jo bhi hasenge wo bhi fasenge
chhodo kalai log hasenge
jo bhi hasenge wo bhi fasenge
humko sharm aaye
mujhko maja aaye
humko sharm aaye
mujhko maja aaye
koi puchhe tumhe ye kahna
hum ishk ki baji jit gaye
koi puchhe tumhe ye kahna
hum ishk ki baji jit gaye
rat gai