Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raat Aaj Kii Ye
|
Amit Kumar | Kishore Kumar | ||||
Chalti Ka Naam Zindagi (1982) | Irshad | Masti Bhare Geet | |||||
raat aaj ki ye ho raat dilkashi ki ye
dilnashi si hai hamnashi si hai
umange jagi har dil me
khushi ki mahfil me tu bhi jo shamil ho
to ye kuch or khil jaye
raat aaj ki ye ho raat dilkashi ki ye
dilnashi si hai hamnashi si hai
umange jagi har dil me
khushi ki mahfil me tu bhi jo shamil ho
to ye or ye kuch or khil jaye
raat aaj ki ye ho raat dilkashi ki ye
ankh se chalakte hai nashe ke paimane
jhumne lage dil hoke yu mastane
kehti hai najar pyar ke naye afsane
sapno me gum ho rahe hai sab diwane
sabhi ke hotho pe virani khusiyo ka
hasi tarana hai umange jagi har dil me
khushi ki mahfil me tu bhi jo shamil ho
to ye or ye kuch or khil jaye
raat aaj ki ye ho raat dilkashi ki ye
humdum mera baho me meri aaya hai
dil de gul koi jaise muskaya hai
teri ada ban gayi hai ja mahfil ki
tu jo jara has kar sharmaya hai
sama suhana hai
kisi ki chahat ka tu bhi diwana hai
umange jagi har dil me
khushi ki mahfil me tu bhi jo shamil ho
to ye or ye kuch or khil jaye
raat aaj ki ye ho raat dilkashi ki ye
ho raat dilkashi ki ye
dilkashi ki ye dilkashi ki ye