Lyrics of Raasta Bhi Hasin Hamsafar Bhi Hasin - रास्ता भी हसीं हमसफ़र भी हसीं
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi
jaag utha hai, sare raah soya nasib
koi baitha hai dil ke kuch itna karib
aisa lagta hai dil aaj tanha nahi
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi
sone chandi ki hoti hai puja yaha
aaj bhi dil ka hota hai sauda yaha
ye jhandum hai ae dost duniya nahi
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi
kaun sunta hai, kiski yaha daasta
kaun samjhega majruh dil ki jaba
aap mujhko na samjhe to shikwa nahi
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi, humsafar bhi hasi
ab kahin kho bhi jaye, to kuch gham nahi
raasta bhi hasi