Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raaju Chal Raaju Apani Masti Men Tu
|
Kishore Kumar | R D Burman | Prem Chopra, Shoma Anand, Ajit, Hema Malini, Dharmendra | |||
Azaad (1978) | Anand Bakshi | ||||||
raaju chal raaju
raaju chal raaju apni masti me tu
koi jiye ya mare kya humko baabu
raaju chal raaju apni masti me tu
koi jiye ya mare kya humko baabu
mana ki hasi hai duniya ke ye mele
ab to hum rahenge mele me akele
mana ki hasi hai duniya ke ye mele
ab to hum rahenge mele me akele
jab tak na ho jaaye apna dil beqaabu
raaju chal raaju
raaju chal raaju apni masti me tu
koi jiye ya mare kya humko baabu
jag me jo bura hai hum dekhe na sune
kaanto ko hataa ke phoolo ko hum chune
jag me jo bura hai hum dekhe na sune
kaanto ko hataa ke phoolo ko hum chune
sab duniya begaani do apne mai aur tu
raaju chal raaju
raaju chal raaju apni masti me tu
koi jiye ya mare kya humko baabu
pariyaan ye kaha se chali aai ganw me
aaye nid hay zulfo ki chhanw me
pariyaan ye kaha se chali aai ganw me
aaye nid hay zulfo ki chhanw me
hum pe na chal jaaye in zulfo ka jaadu
raaju chal raaju