Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Raahi Tha Main Aawara, Phirta Tha Mara Mara
|
Kishore Kumar | Madan Mohan | ||||
Saheb Bahadur (1980) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
rahi tha mai aawara phirta tha mara mara
tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara
mahake huye badan se khusbu si aa rahi hai
jaise pawan kahi par chandan luta rahi hai
aankho se koi dil me aisa utar raha hai
benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tararahi tha mai aawara
ji chahta hai mera koi raat aisi aaye
dekhe jo sath humko fir laut ke na aaye
mai tujhko kuch na bolu tum mujhse na bolo
khamoshiya bhi soche ye kon si ada hai
benaam sa nasha hai rahi tha mai aawara
phirta tha mara mara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara
dekha jidar jidar bhi masti bari najar se
raho me rang chaye bago me phul barse
jaise kadam kadam pe maykhana khul gaya hai
benaam sa nasha hai
rahi tha mai aawara phirta tha mara mara
tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara tere sahar me aa kar ek din
chamka taqdeer ka tara rahi tha mai aawara