Lyrics of Raabta - राबता
kahte hai khuda ne is jaha me sabhi ke liye
kisi na kisi ko hai banaya har kisi ke liye
tera milna hai us rab ka ishara mano
mujhko banaye tere jaise hi kisi ke liye

kuch to hai tujhse rabta
kuch to hai tujhse rabta
kaise hum jane hame kya pata
kuch to hai tujhse rabta
tu humsafar hai fir kya fikar hai
jine ki wajah yahi hai, marna isi ke liye

meharbani jate jate mujhpe kar gaya
gujarta sa lamha ek daman bhar gaya
tera ishar mila, roshan sitara mila
takdir ki kashtiyo ko kinara mila
sadiyo se tarse hai jaise jindagi ke liye
teri sahbat me duaye hai usi ke liye