Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Qutubminar Pe Chadh Kar
|
Sundar, Shamshad Begum | Roshan | ||||
Chandani Chowk (1954) | Raja Mehdi Ali Khan | ||||||
kutumb minar pe chadh kar ye duniya ko batana hai
ari ye duniya kallan apni sabnam ka
deewana hai deewana hai deewana hai
is dil me tumhari yaad aayi
is dil me tumhari yaad aayi
kabhi char baje kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
meri dil ki murgi chillayi
meri dil ki murgi chillayi
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
kabhi char baje kabhi panch baje
jugnu bankar tujhko dhundha
dilli ki andheri galiyo me
dilli ki andheri galiyo me
dilli wale ke bhawre to
badnaam bahut hai galiyo me
ho badnaam bahut hai galiyo me
tere ghar ghar hogi ruswayi
tere ghar ghar hogi ruswayi
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
kabhi char baje kabhi panch baje
tere chhar ki gathri sar pe liye
chandni chowk firte rahe haay firte rahe
tere aansu bankar bam bara
tere gore kadam par girte rahe haay girte rahe
hui ghanta ghar pe pitwayi hui ghanta ghar pe pitwayi
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
kabhi char baje kabhi panch baje
inkar na kar chlta tu mere
tujhe dilli ki sair karaunga
tujhe laal kila dikhlaunga
jantar mantar lejaunga
jahan makhiya mare halwayi
jahan makhiya mare halwayi
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
ho kabhi char baje ho kabhi panch baje
kabhi char baje kabhi panch baje