Lyrics of Qudrat Ke Usoolo Me - कुदरत के वसूलों में बदल क्यों नहीं होता
qudrat ke vasulo mein badal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein badal kyun nahi hota
jo aaj hua hain wahi kal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein
har jhil mein pani hai, har ek jhil mein nahre
har jhil mein pani hai, har ek jhil mein nahre
har ek jhil mein nahre
phir sabke muqaddar mein
kanwal kyun nahi hota
phir sab ke muqaddar mein
kanwal kyun nahi hota
jo aaj hua hain wahi kal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein
jab us ne hi duniya ka, ye deewan likha hain
jab us ne hi duniya ka, ye deewan likha hain
ye deewan likha hain
har aadmi pyari si ghazal kyun nahi hota
har aadmi pyari si ghazal kyun nahi hota
jo aaj hua hain wahi kal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein
har baar na milne ki, kasam khake mile hum
har baar na milne ki, kasam khake mile hum
kasam khake mile hum
apne hi irado pe amal kyun nahi hota
apne hi irado pe amal kyun nahi hota
jo aaj hua hain wahi kal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein badal kyun nahi hota
qudrat ke vasulo mein