Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Qismat Bigadi Duniyaa Badali Phir Kaun Kisi Kaa
|
Mukesh Chand Mathur | Husnlal Bhagatram | Kuldeep Kaur, Cuckoo, Ashok Kumar, Pran, Jeevan, Beena | |||
Afsana (1951) | Asad Bhopali | ||||||
kismat bigadi duniya badli
kismat bigadi duniya badli
phir kaun kisi ka hota hai
ae duniya walo sach to kaho
kya pyar bhi jhutha hota hai
kismat bigadi duniya badli
jab bura zamana aata hai
saya bhi juda ho jata hai
wo dil par chot lagata hai
jo dil ko pyara hota hai
kismat bigadi duniya badli
duniya me wafa ka naam nahi
duniya ko wafa se kaam nahi
sab jisko mohabbat kahate hai
nadan wo dhokha hota hai
kismat bigadi duniya badli
tufan se kashti bach nikali
sahil pe pahuchkar dub gayi
bhagwan tumhari duniya me
andher ye kaisa hota hai
kismat bigadi duniya badli
phir kaun kisi ka hota hai
ae duniya walo sach to kaho
kya pyar bhi jhutha hota hai
kismat bigadi duniya badli
jab bura zamana aata hai
saya bhi juda ho jata hai
wo dil par chot lagata hai
jo dil ko pyara hota hai
kismat bigadi duniya badli
duniya me wafa ka naam nahi
duniya ko wafa se kaam nahi
sab jisko mohabbat kahate hai
nadan wo dhokha hota hai
kismat bigadi duniya badli
kismat bigadi duniya badli