Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Qayamat Aaegi Ek Rooz, Zulfon Ka Rangin Saya Hai
|
Mukesh Chand Mathur | Ganesh | Johny Whisky, Azaad, Helen, Sundar, N A Ansari, Shahida, Feroz Khan | |||
Anjam (1968) | Qamar Jalalabadi | ||||||
zulfo ka rangin saya
zulfo ka rangin saya hai tauba khudaya
tumhari ye jawani salamat rahe
zulfo ka rangin saya hai tauba khudaya
tumhari ye jawani salamat rahe
zulfo ka rangin saya
bhigi fizae dekho chanchal hawae dekho
dil ki sada hai yehi chup na raho
jage hai arma mere mukhade pe gesu tere
din hai ki raat bolo kuch to kaho
bolo na bolo humse kahenge ye tumse
tumhari ye jawani salamat rahe
zulfo ka rangin saaya
duniya me honge kai dil ko churane wale
tumsa na dekha koi maah-e-naqaab
duniya banane wala tujhko bana ke gori
rup banana haye bhul gaya
tumhara hai zamana, bana do diwana
tumhari ye jawani salamat rahe
zulfo ka rangin saaya
haye ye adaye teri tujhse bahare meri
gul bhi pukare tujhe bandhe sama
bigadi banana sikho dil ka lagaana sikho
zulfe banana chodo jaan-e-wafa
labo pe sada aaye humari duaye
tumhari ye jawani salamat rahe
zulfo ka rangin saya