Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyare Panchhee Banho Me Gatee Koyal Raho Me
|
K J Yesudas | A R Rahman | ||||
Hindustani (1996) | P K Mishra | ||||||
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
tanda naa ne ta naa ne aanand me
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai

chhoti chhoti kutiya me svarg hai yaha
aur chhote chhote dil me behta pyar ka yeh jharana
panchhi jo udna chahe toh patta kahe ka
yeh pyar hi kafi hai gori paisa vaisa kya karna

aasmano me aanand mitti me bhi hai aanand
yeh dharti chir ke ugne vale ankur me aanand
dhup ka sardi me aanand nadi ka varsha me aanand
aur varsha me badle bhumi ke rango me aanand
jivan ka yeh aanand sau barso ka aanand sajani
duniya me har dil ki dhadkan me aanand aanand
pyare panchhi baaho me gaati koyal raho me
dharti pe yahi toh kushi hai apni duniya me aansu bhi nahi hai
teri sanso me rah ke dhalti umar ka aanand
tum agle janam me phir se milo toh aur bhi aanand
thandi rato me tere badan ki garmi ka aanand
aur jivan bhar jo tumne diya hai jine ka aanand
apnepan me aanand rishto me bhi aanand
chhalke auro ki khatir jo aansu hai aanand aanand