Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Se Dekhe Jo Koi
|
Suman Kalyanpur | Dattaram Wadkar | ||||
Dark Street (1961) | Indeevar | ||||||
pyar se dekhe jo koi
pyar se dekhe jo koi
bahak bahak jaau main
pyar se dekhe jo koi
bahak bahak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
pyar se dekhe jo koi
koi najar dil me dard uthaye
koi najar dil me dard uthaye
jaise kiran kaliyo ko jagaye
jaise kiran kaliyo ko jagaye
haye kisi ki hansi kya hasi hai
haye kisi ki hansi kya hasi hai
mujhko yaki ab khud pe nahi hai
mujhko yaki ab khud pe nahi hai
pyar se dekhe jo koi
bahak bahak jaau main
pyar se dekhe jo koi
bahak bahak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
pyar se dekhe jo koi
pyar ke jab koi bol sunaye
pyar ke jab koi bol sunaye
halka halka nasha mujh pe chhaye
halka halka nasha mujh pe chhaye
aur bhi ho jaye chaal sharabi
aur bhi ho jaye chaal sharabi
aankho me pad jaye dore gulabi
aankho me pad jaye dore gulabi
pyar se dekhe jo koi
bahak bahak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
chameli ki daali jaise latak latak jaau main
pyar se dekhe jo koi