Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Pyar Ki Bandhan Me Band Gaye Do Dil
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | Saira Banu | |||
Daman Aur Aag (1973) | Hasrat Jaipuri | ||||||
khuda se bhi nahi darte
sitam se julam se
jo joro jafa se bhi nahi darte
zamana kya darayega
mohabbat karne walo ko
mohabbat karne walo to khuda se bhi nahi darte
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
ab khair jo hoga dekha jayega
ab khair jo hoga dekha jayega
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
ab khair jo hoga dekha jayega
ab khair jo hoga dekha jayega
julm sadiyo se hota raha hain
pyar har yug me rota raha hain
julm sadiyo se hota raha hain
pyar har yug me rota raha hain
baag baagi ki inayaat to dekho
dil me kaante chubhota raha hain
dil me kaante chubhota raha hain
pyar me bagawat bhi ho gayi shaamil
pyar me bagawat bhi ho gayi shaamil
ab khair jo hoga dekha jayega
ab khair jo hoga dekha jayega
hum zamane se ab na darenge
dil jo chahega wo hi karenge
hum zamane se ab na darenge
dil jo chahega wo hi karenge
dusro ke liye ji rahe the
ab to apne liye hi marenge
ab to apne liye hi marenge
maut ko bana lenge apni manji
maut ko bana lenge apni manji
ab khair jo hoga dekha jayega
ab khair jo hoga dekha jayega
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
pyar ke bandhan me bandh gaye do dil
ab khair jo hoga dekha jayega
ab khair jo hoga dekha jayega